Pet Pakad Ke

Home par wapas

Aaj ka hasi ka dose

Light jaate hi poore Nautanki Nagar se ek saath awaaz aayi: "Aaaaa!"

Light aate hi phir ek saath: "Yeeee!"

Dadi Is mohalle ko ek karne ka kaam bijli wale hi kar sakte hain.